Mojim 歌詞
Mojim 歌詞 > 欧州米国の歌手 > Bappi Lahiri > その他 > I Am a Disco Dancer

Bappi Lahiri



歌詞
アルバムリスト

Bappi Lahiri

I Am a Disco Dancer

I am a disco dancer
I am a disco dancer
I am a disco dancer
zindagi mera gaana…
main kisi ka dewaana
to jhoomo to naacho
aao mere saath naacho gaao
I am a disco dancer
I am a disco dancer

Yeh log kehte hain, main tab bhi gaata tha
jab bol pata nahi tha…
yeh paaon mere toh, tab bhi thirakte the
jab chalna aata nahi tha…
nagmon ki masti hai, meri jawani mein
hai dance mere lahoo ki rawani mein
yahan meri haar, yahan meri jeet
yahin mere geet…
to jhoomo to naacho
aao mere saath naacho gaao
I am a disco dancer
I am a disco dancer
もっと沢山の歌詞は ※ Mojim.com

Do din ki hasti mein, sadiyon ki masti mein
bindass maangi jawaani…
dil pyaase milte hain, aise jawani mein
jaise mile aag paani..
is umar mein kyun na manmani kar jaaye
masti ki raahon mein hadh se guzar jaaye
jahan mile pyaar, wahin mere yaar
ho jaayein nisaar…
to jhoomo to naacho
aao mere saath naacho gaao
I am a disco dancer
I am a disco dancer

Zindagi mera gaana…
main kisi ka dewaana..
to jhoomo to naacho
aao mere saath naacho gaao
I am a disco dancer
I am a disco dancer