Mojim Lyrics
Mojim Lyrics > Americas singers > A.R. Rahman( Allah Rakkha Rahman ) > Slumdog Millionaire > Jai Ho

A.R. Rahman( Allah Rakkha Rahman )



Lyrics
Album list
Singer Intro

A.R. Rahman( Allah Rakkha Rahman )

Jai Ho

Lyricist:Gulzar Nama, A R Rahman, Shah Tanvi

Jai ho, jai ho

Aaja, aaja jind shamiyane ke tale
Aaja jariwale nile aasman ke tale

Jai ho, jai ho

Ratti, ratti sachi maine jaan gavayi hai
Nach, nach koylo pe raat bitayi hai
Akhiyon ki neend maine phoonko se uda di
Neele tare se maine ungli jalayi hai

Aaja, aaja jind shamiyane ke tale
Aaja jariwale nile aasman ke tale

Chakh le, ha, chakh le ye raat shahad hai, chakh le
Rakh le, ha, dil hai dil aakhri had hai, rakh le
Kala, kala kajal tera koi kala jadoo hai na
Find more lyrics at ※ Mojim.com
Kala, kala kajal tera koi kala jadoo hai na

Aaja, aaja jind shamiyane ke tale
Aaja jariwale nile aasman ke tale

Jai ho, jai ho
Jai ho, jai ho

Kab se, ha kab se tu lab pe ruki hai kah de
Kah de, ha kah de ab aankh jhuki hai, kah de
Aisi, aisi roshan aankhe roshan dono bhi hai, hai kya?

Aaja, aaja jind shamiyane ke tale
Aaja jariwale nile aasman ke tale

Jai ho, jai ho
Jai ho, jai ho