Mojim Lyrics
Mojim Lyrics > Americas singers > Anandmurti Gurumaa > Fragrance Of Love > Gurudev Ke Brahmgyan Ne Deewana Kar Diya

Anandmurti Gurumaa



Lyrics
Album list

Anandmurti Gurumaa

Gurudev Ke Brahmgyan Ne Deewana Kar Diya

Gurudev ke brahmgyan ne deewana kar diya
Gurudev ke brahmgyan ne deewana kar diya
Deewana kar diya, mastana kar diya
Hamne jo apna mana tha, begana kar diya

Janmo ke dehadhyas ki jo dhuni samaayi thi
Mamta mita saroop mein, mastana kar diya

Gurudev ke brahmgyan ne deewana kar diya
Deewana kar diya, mastana kar diya
Hamne jo apna mana tha, begana kar diya
Aisa diya updesh ki tum nij aanand ho
Har taal mein 'soham' ka taraana bhar diya
Find more lyrics at ※ Mojim.com

Gurudev ke brahmgyan ne deewana kar diya
Deewana kar diya, mastana kar diya
Hamne jo apna mana tha, begana kar diya

Jakde the ham jagat mein moh ki zanjiron se
Shamma jalaa ke dil mera, parwaana kar diya

Gurudev ke brahmgyan ne deewana kar diya
Deewana kar diya, mastana kar diya
Hamne jo apna mana tha, begana kar diya